Friday | 19 April 2024 | 10 Shawaal 1445

Fatwa Answer

Question ID: 901 Category: Permissible and Impermissible
Job Delivering Non Halal/Zabiha Food.

assalam o Aalikum,

Main ye malom karna chahta hon k mujhy food delivery ki job mili hai jis k andar har tarha k food i.e(halal or haram contain pork meat and non zabiha meat of chicken and beef) dono he deliver krny hotey hain except ALCOHAL (SHARAB). Mera sawal ye hai k kia is tarha ki food delivery ki job karna thek hai ya nahi?

 

Aur agar thek nahi hai toh is job se kamaya gaya paisa kia kisi ko donate kr sakty hain k nahi?

 

Aur agar donate kr sakty hain toh kia apne kisi needy relative/rishtedar ko de sakty hain k nahi?

 

meri rehnumayi farmaye please.

ALLAH HAFIZ

الجواب وبالله التوفيق

Engaging in such a job is considered makrooh(disliked) however the earned money from this job is not considered haram. Such money can be used to discharge sadaqa has well as in helping a needy relative.

لو آجر دابۃ ینقل علیھا الخمر او آجر نفسہ لیرعی لہ الخنازیر یطیب لہ الاجر عند و عندھما یکرہ   الخ  (حاشیہ فتاوی محمودیہ ، ص 282، ج25

واللہ اعلم  بالصواب